Piya O Re Piya,lyrics -Tere naal love ho gaya

Labels: , , , , , , , ,




Main waari jaavan
Main waari jaavan
Saantho ki hoya ve kasoor
Main waari jaavan
Main waari jaavan
Dil to ye hoya majboor
Main waari jaavan
Main waari jaavan

Chhu liya tune labse aankhon ko
Mannatein poori tum se hi
Tu mile jahaan mera jahaan hai wahaan
Raunake saari tumse hi

Chhoo liya tune labse aankhon ko
Mannate poori tum se hi
Tu mile jahaan mera jahaan hai wahaan
Raunake saari tum se hi

Piya O Re Piya
Piya Re Piya Re Piya

Piya O re piya
Piya Re Piya Re Piya

Inn dooriyo'n ne nazdeekiyo'n se sauda koi kar liya
Ho o o !
Jhuk ke nigaaho'n ne Dil se Ishq ka wada koi kar liya

Main waari jaavan
Main wari jawan
Saatho ki hoya ve kasoor re
Sau-sau taaron se bhar ke ye daaman
Le chal mujhe kahin door
(Le chal mujhe kahin door )

Piya O Re Piya
Piya Re Piya Re Piya

piyaa aa re re ee piya

Koi kami si thi jeene mein
Jaana ye humne kahan
Aise mile ho jaise
Humpe ho meherbaan ye khuda aa

Hoo oo

Main waari jaavan
Main wari jawan
Saatho ki hoya ve kasoor re
Rabdi marji hai apna ye milna
Barsa hai humpe uska noor

Piya O Re Piya
Piya Re Piya Re Piya

Piya O re piya
Piya Re Piya Re Piya

0 comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...